mager wada nahi karta :)
Page 1 of 1 • Share •
mager wada nahi karta :)
Tumhain Main Bhool Jaoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta
Hamiasha Muskuraoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta
Tumhari Her Nishaani Ko Main Deriyaa Burd Ker Doon Ga
Tumharay Khat Julloon Ga, Magger Waada Nahi Kerta
Tumhara Zikar Mehfil Main Huwa To, Khamosh Rehna Hai
Main Khud Ko Aazmaoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta...
Tujhay Wapis Bullana Hai, Nah Daini Hai Sadaa Koee
Main Yoon Dil Ko Manaoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta
Challo Yeh Teh Huwa Humdum, Hijr Kay Geet Koee Bhi
Kabhi Nah Gungunaoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta
Challo Tum Say Yeh Waada Hai, Keh Dil Dard Hain Jitnay
Kissi Ko Nah Sunaoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta
Sitaro Neend Kay Maro, Challo Khawaboun Ki Dunia Main
Main Bhi So Hee Jaoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta
Challo Yeh Tumm Say Waada Hai, Koee Bhi Qeemti Mouti
Nah Aankhoon Say Giraoon Ga, Magger Waada Nahi Kerta ...

_________________

A.d.n.a.n- Admin
- Posts: 324
Join date: 2008-03-15
Age: 23
Location: Pakistan

Permissions of this forum:
You cannot reply to topics in this forum