Tum Saath Nibhana Kiya Jano
.::Pak-Fun::. :: Fun Corner :: Bait Bazi
Page 1 of 1•
Tum Saath Nibhana Kiya Jano
------------^------------
Tum Aag Lagana Seekh Gaye
Tum Aag Bujhana Kiya Jano
Tum Dil Ko Jalana Seekh Gaye
Tum Dil Ko Lagana Kiya Jano
So Baar Agar Tum Rootho Ge
Hum Tumko Mana Hi Leite Hain,
Eik Baar Agar Hum Rooth Gaye
Tum Humko Manana Kiya Jano
Do Qadam Chale Phir Chor Diya
Jo Ehad Kiya Woh Torr Diya ,
Tum Saathi Badaltay Rehte Ho
Tum Saath Nibhana Kiya Jano
------------^------------
Tum Aag Lagana Seekh Gaye
Tum Aag Bujhana Kiya Jano
Tum Dil Ko Jalana Seekh Gaye
Tum Dil Ko Lagana Kiya Jano
So Baar Agar Tum Rootho Ge
Hum Tumko Mana Hi Leite Hain,
Eik Baar Agar Hum Rooth Gaye
Tum Humko Manana Kiya Jano
Do Qadam Chale Phir Chor Diya
Jo Ehad Kiya Woh Torr Diya ,
Tum Saathi Badaltay Rehte Ho
Tum Saath Nibhana Kiya Jano
------------^------------















